5.56 mm INSAS rifle ka parichay -jaldi aur ek dam saral shabdo me 5.56 mm INSAS rif se waqfiat

5.56 mm INSAS rifle ka parichay-SHURU SHURU KA KAM

(a) Class ki ginti groupon mein bant .
(b) Hathiyar aur saman ka nirikshan.
(c) Bandobast ki karwai.

TRAINING AIDS

5.56mm INSAS Rifle, mag, AssyBag Groundsheet,

DOHRAI

Q1. 7.62 mm SLR ka kargar rg kitna hai?

Ans. 300 X.
Q.2. 7.62 mm SLR ka sight radius kitna hai?
Ans. 553 mm.

PAHUNCH

Ladai ki badalte haalat aur sena ki tarakki ke sath sath hamare hathiyaron mein bhi kafi badlav aya hai. Hamare desh ke vaigyanikon ne bhi halke aur lambe rg tak maar karne wala 5.56 mm INSAS Rif ka awishkar kiya hai. Is hathiyar ka poora poora faida uthane ke liye zaruri hai ki jawan iski khubiyon se bhali bhanti parichit ho taki wah is hathiyar ka bharpoor faida utha sake.

UDDESH

5.56 mm INSAS Rif se waqfiyat, kholna,jorna aur safai karne ka tariqa sikhana hai.

SAMAN

5.56 mm INSAS Rif, Mag,, Bayonet, Accessory Bag, Chindi, Long Easel, Black Board, Chalk, Duster aur Ground Sheet.

BHAGON MEIN BANT

Bhag No-I.

INSAS Rif ki visheshtayen aur tech data.
Bhag No-II.
Kholna, ,Hisse purzon ke naam, kaam, aur jorna .
Bhag No-III.
Accessories se jankari aur safai karne ka tariqa

BHAG NO-I-

5.56 mm INSAS rifle ka parichay-INSAS Rif ke Visheshtayen aur Technical Data.

(a) INSAS Rif SLR ke banspat 25% halki aur 70% recoil kam hai.
(b) Kargar rg jaida hai.
(c) INSAS Rif mein gren sight laga hai.
(d) INSAS Rif, LMG, aur Carbine ke chaal wale purje aapas mein ek saman hain.
(e) Iska bayonet multipurpose hai.
(f) Isse hum single shot aur three rds control burst fire karte hain.
(g) Iska mag ardh pardarshi hai.

Tech Data

(a) Wazan

(i) Khali Rif – 3.6 Kg
(ii) Khali Mag – 90 Gms
(iii) Khali Mag ke sath Rif- 3.69 Kg
(iv) Bhari Mag – 340 Gms
(v) Bhari Mag ke sath Rif-3.94Kg
(vi) Bayonet – 305 Gms
(vii) Bhari Mag aur Bayonet ke sath-4.1 Kgs

(b) Lambai

(i) Rif – 960 mm
(ii) Bayonet – 285 mm
(iii)Bayonet ke sath -1110 mm

(iv)Rif Barrel- 464mm
(c) Sight Radius-470 mm
(d)MV–900 mtr/sec+-3 mm
(e)Grooves-6 right hand
(f)Penetration-200 mm
g)Muzzle Energy-1685 j
h)Recoil Energy-4.43 j

(j)Rate of Fire

(i) Normal-60 rounds/mints
(ii) Cont Burst-90 rounds/mints
(iii) Intense150 rounds/mints
(iv) Cyclic-600-650 rounds/mints

(k) Amn

(i) Ball
(ii) Tracer
(iii) Blank
(iv) HD Carts
(l) Trigger operation – 2.1kg
(m) Body sheet matel -1mm moti

Assy.

(a) Muzzle Cover.
(b) Bayonet.(Dagger, Saw, Screw Driver, Hammer, Bottle Opener, Wire Cutter)
(c) Sling.
(d) BFA.
(e) TDLS.
(f) PNS.

Assy Bag ka Saman.

(a) Muzzle Cover.
(b) BFA.

(c) Clearing Plug
(d) Patla Drift.

(e) Mota Drift.

(f) Chamber Brush

(g) Firing Pin.

(h)Bore Brush.

(i)Pull through.
(j) Extractor
(k)Helical Spring Inner.
(l)Helical Spring Outer.
.(m)Assy Bag.

BHAG II-Rif ko kholna , Hisse Purjon ke Naam ur Jorna.

5.56 mm INSAS rifle ka parichay-INSAS RIfle ko kholna aur jodna

(1) Rif kholne ke liye sabse pahle mag ko utaren,change lever ko ‘R’ ya ‘B’ par karen aur rif ko cock karen.
(2) Bayonet catch ko dabate hue bayonet ko utaren.
(3) Sling ko kholen.
(4) Dahine haath ki kalmewali anguli se retainer locking lever ko dabate hue anguthe se retainer ko aage karen aur receiver cover ko
kholen.
(5) Piston extension aur recoil spring ko bahar nikalen.
(6) Piston extension se rotating bolt ko alag Karen.
(7) Gas tube locking catch ko 900 mein khara karte hue gas tube ko alag karen.
(8) Firing pin aur extractor kholne ke liye drift ki madad se pahle pin firing axis pin aur baad mein extractor axis pin ko kholen.
(9) Mag ko kholne ke liye stud ko dabate hue bottom plate ko kholen aur spring ko nikalen.

INSAS Rif mote taur par 12 accessories ki bane hoti hai

1.Barrel assembly.

(a) Flash eliminator-Paida hone wale shole ki teevrta ko kam karta hai aur gren projector ka bhi kaam karta hai.
(b) Barrel– Goli ko sahi disha mein jaane mein madad karta hai. Ismein grooves aur land goli ko spin deta hai jisse goli ko sthirta milti hai.
(c) Lug Bayonet– Bayonet ko fit karne ke kaam ata hai.
(d) Gas Block and Plug Gas– Gas vent ke upar lagi poori accessory ko block gas kahte hain. Jisse gas cylinder mein dakhil hoti hai.
(e) Gas Regulator,-Gas Scape Hole. Gas regulator ki matra ko cont karta hai. Iski do posn hain. Low aur High.
(f) Loop Front Sling– Sling lagane ke kaam ata hai.

2. Hand Guard.

Yeh Rif ko pakrane ke kaam ata hai. Jisko cap ke dwara fit kiya jata hai. Iske andar ek reflector hota hai jo hand guard ko garam hone se bachata hai.

3.Cocking Handle Assembly.

Rifle ko cock karne mein madad deta hai. Slide ke pichhle hisse laga hota hai. Iske purjon ke naam is prakar hain :-

(a) Cocking Handle.
(b) Slide.
(c) Plunger.
(d) Pin.

4.Body Housing Assy

Yeh 1mm Sheet Metal ka bana hai.
(a) Left Channel
(b) Right Channel
(c) Safety Sear.
(d) Ejector.
(e) Spacer.
(f) Rear Block.

5.Cover Assy

(a) Hinges.
(b) Male Dovetail.
(c) Rear Sight Housing

6.Trigger Mech Assy.

(a) Change Lever.
(b) TRB.
(c) Hammer.
(d) Trigger Sear.
(e) Auxillary Sear.

7.Pistol Grip Assy.

8.Butt Assy.

(a) Butt Plate.
(b) Butt Trap.
(c) Rear Sling Loop.

9.Piston Extension Assy.

(a) Piston.
(b) Cam Way.
(c) Stem.
(d) Recoil Spring

Housing.
(e) Right Lug.
(f) Bottom Surface

10.Rotating Bolt Assy.

(a) Cam.
(b) Firing Pin.
(c) Locking Lug.
(d) Feed Piece.
(e) Extractor.

11.Recoil Spring Assy.

(a) Stopper.
(b) Guide.
(c) Spring.

12. Mag Assy.

(a) Lips.
(b) Platform.
(c) Bottom Plate.
(d) Dimpal.
(e) Retainer.
(f) Spring.

INSAS Rifle ko Jorna.

Jis sequence mein khola gaya hai thik uske viprit karwai karte huye joren.Akhir mein cock karke trigger press Karen.

BHAG – III ACCESSORIES SE JANKARI AUR SAFAI KARNE KA TARIQA.

INSAS RIF ke sath 06 prakar ki accessories di gaye hain :-


(a) Muzzal cover
(b) BFA
(c) Sling
(d) Bayonet multi purpose
(e) Day light telescopic
sight
(f) Passive night sight

Day Light Telescopic Sight.

(i) Wazan- 485 Gms
(ii) Dia- 65mm
(ii) Lambai-255mm
(iii) Field of View-15 Degree
(iv) Magnification-4 X
(v) Range-400m
(vi) Exit Pupil Dia-6 mm
(vii) Eye Clearance-40 mm
(viii) Objective-Refractive.
(ix) Eye Piece-Fixed Focus Monocular Pattern.
(x) Operating Temp–40 degree to 55 degree
(xi) Storage Temp–40 degree to 70 degree

Passive Night Sight.

(i) Wazan-1.065 kg
(ii) Lambai-281mm
(II) Dia-70mm
(iii) Field of View-10 Degree
(iv) Magnification-4 X
(v) Range detection-300m

(vi) Engagement- 200 mtr
(vi) Exit Pupil Dia- 6 mm
(vii) Eye Clearance-22 mm
(viii) Objective-
(ix) Eye Piece-Variable Monocular Pattern.
(x) Operating Temp–30 degree to 45 degree
(xi) Storage Temp–30 degree to 65 degree

Safai ka saaman :-

(a) Chindi
(b) Cleaning rod
(c) Burush cleaning bore
(d) Burush cleaning chember
(e) Drift -2
(f) Tool removing reptured case
(g) Tool adjusting fore sight and rear sight
(h) Oil bottle Pullthrough

Safai Karne ka Tariqa.

Safai ke teen stage hote hain :-

(a) Aam Safai.
(i) Rojana ki safai.
(ii) Weekly Safai.
(iii) Monthly safai.
(b) Firing Ke Lihaj se.
(i) Firing se Pahle.
(ii) Firing ke Dauran.
(iii) Firing ke baad.

(c) Mausam ke Lihaj se.
(i) High Alt.
(ii) Desert.

Lubrication.

(a) 4 degree se above-OX 52.
(b) 4 Degree se -18 Degree – OX –13.
(c) -18 Degree se -40 Degree – OX 13 + Superior quality K/Oil 1:1.
(d) -40 degree se -50 degree – OX 13 +Superior quality K/Oil 2:3

Chindi ka scale.

(a) Safai ke liye- 4” x 1 ½ ”
(b) Oil ke liye- 4 x 1 “

SANKSHEP

Q1. INSAS Rif ki MV kitni hai ?
Ans. 900m/sec.
Q2. INSAS Rif ki safai ke liye chindi ka scale kya hai ?
Ans. 4” x 1 ½”.

Leave a Reply

Shopping cart

0
image/svg+xml

No products in the cart.

Continue Shopping