close up photography of a man holding rifle

.303 LMG ka Parichaya, Utapatti aur Visheshtayein behad hi nai tarike se jane

Pichhle blog post me hmne roman language me asan shabdo me jane 7.62mm rifle ko zering karna bare me jankari prapt ki aur ab is blog post me hm roman language me .303 LMG ka Parichaya, Utapatti aur Visheshtayein behad hi nai tarike se jane ke barre me janege. yh post constable aur new agniveer recruits ke lie kafi sahayak hoga aisa mera ummid hai Uddesya (Aim) .303″ LMG se parichya aur uski utpatti wa vishestaen batana hai. .303 LMG ka Parichya (Introduction) .303″ LMG police ka sabse kargar hathiyar hai, ise kande, kulhe aur ran par rakhkar fire kiya ja…

man in black t shirt holding black assault rifle

ek dam asan shabdo me jane kaise kiya jata hai 7.62 mm S.L.R. ko Zeroing

Uddesya (Aim) 7.62mm SLR ko zero karne ki sikhlai dena hai.  7.62 mm S.L.R. ko Zeroing kaParichya (Introduction) Upar niche, dayen bayen Elevation and Deflection ki galti ko dur karke MPI ko durust nishane ki jagah par lane ki karwai ko zeroing kahte hain. Agar rifle se kuch goliyon ka group fire kiya jaye to do cheejen jahir hoti hai.  (a) Hathiyar ki galti  (b) Firer ki galti Zeroing ka uddeshya sirf hathiyar ki galti ko dur karna hai. Dekhne mein aaya hai ki bahut achha nishanebaj hai aur fire ke buniyadi usoolon ko dhyan mein rakhte hue fire karta…

man shooting a shotgun

7.62mm S.L.R. L1A1 1A1 Ka Parichaya, Utapatti aur Visheshtayein

7.62mm S.L.R. L1A1, 1A1 Uddesya (Aim) 7.62mm (L1A1, 1A1) SLR se parichya aur uski utpatti wa vishestaoen ke bare mein jankari dena hai.  7.62mm S.L.R. L1A1 1A1 Parichya (Introduction) 7.62mm S.L.R. L1A1, 1A1 is badte hue yug mein paidal sena ka ek bahut hi uttam aur kargar hathiyar hai. Yeh paidal sena ke jawano ko vyaktigat hathiyar ke taur par diya gaya hai. Yeh ek semi automatic aur gas se chalne wala, khud load hone wala (self loading) hathiyar hai, jisse kam samay mein ziada tadad mein fire dala ja sakta hai, yeh hawa se thanda hota hai. Iski chal…

5.56 mm INSAS rifle ka parichay -jaldi aur ek dam saral shabdo me 5.56 mm INSAS rif se waqfiat

5.56 mm INSAS rifle ka parichay-SHURU SHURU KA KAM (a) Class ki ginti groupon mein bant .(b) Hathiyar aur saman ka nirikshan.(c) Bandobast ki karwai. TRAINING AIDS 5.56mm INSAS Rifle, mag, AssyBag Groundsheet, DOHRAI Q1. 7.62 mm SLR ka kargar rg kitna hai? Ans. 300 X.Q.2. 7.62 mm SLR ka sight radius kitna hai?Ans. 553 mm. PAHUNCH Ladai ki badalte haalat aur sena ki tarakki ke sath sath hamare hathiyaron mein bhi kafi badlav aya hai. Hamare desh ke vaigyanikon ne bhi halke aur lambe rg tak maar karne wala 5.56 mm INSAS Rif ka awishkar kiya hai. Is hathiyar…

Map Reading : Service Protector and use of service protector in map reading saral shabdo me jankary

पिछले ब्लॉग पोस्ट में हमने टियर स्मोक तथा ग्रेनेड के बारे में जानकारी प्राप्त किये थे और अब इस नै पोस्ट में हम मैप रीडिंग में इस्तेमाल होने वाले एक बहुत ही महत्वपूर्ण यंत्र के बारे में जानकारी प्राप्त करेंगे जिसका नाम है सर्विस प्रोटेक्टर हा इस ब्लॉग पोस्ट में हम सर्विस प्रोटेक्टर के बरे में विस्तृत जानकारी प्राप्त करे गे(Map Reading : Service Protector and use of service protector in map reading saral shabdo me jankary) ! इस पोस्ट के आच्छी तरह से समझने के लिए हमने इसे निम्न भागो में बाँट दिया है ! 1. परिचय (Introduction) :…

Shopping cart

0
image/svg+xml

No products in the cart.

Continue Shopping